Android Mobile Se Logo Kaise Banaye - मोबाइल से लोगो डिजाइन कैसे करे

 

Android Mobile Se Logo Kaise Banaye - मोबाइल से लोगो डिजाइन कैसे करे

Android mobile se logo kaise banaye: Logo kya hai or kis kaam ke liye istemal hota hai ye to aap jante ho. Aagar aapke website ya blog site hai to aap aapne website ke ek Logo design kar sakote ho, ya fir aagar aapke youtube channel hai to aap uske liye bhi ek Logo design kar sakte ho. Logo banana koi asan kam nehi hai aur muskil bhi nehi hai aagar aapko Logo design karna ata hai to. Lekin jada tar Logo ko logo design karna ata nehi hai aur kafi logo ke pass Computer bhi nehi hai, aagar aapke pass computer nehi hai lekin aap Logo design karna chahate ho to aajke iss post ko follow karke asani se bohuti badiya Logo design kar sakte ho aapne Android mobile se.

Logo design ek bohuti professional kaam hai bohut sare log professional Logo design karke online se bohut paise kamate hai. Agar aap bhi logo design karke paise kama chahate hai to aapko professional logo design sikhna hoga. Lekin aagar aap sirf aapne website ke logo karna chahate hai free me to aap niche ki tips ko follow karke bohut badiya logo bana shakte ho.
android-mobile-se-logo-kaise-banaye

Android मोबाइल से लोगो डिजाइन कैसे करे ?


Android phone se logo banane ke liye aap logo ko ek App ki madat lena hoga jiska naam hai "Logo Generator & Logo Maker" ye bohuti popular ek android logo design app hai.

Step 1. Pehle aap Iss link se "Logo Maker" app ko aapne mobile par install kare size bohut chota hai. App ko install karne ke bad simple open kare, uske bad "Create" button par click kare, uske bad aapke samne logo Category khule jayega.

android-mobile-se-logo-kaise-banaye


Step 2. Aap iss me sirf 4 type ke Logo free istemal kar sakoge baki logo paid hai. To aap 4 type logo me se koi bhi ek par click kare uske bad aapne pasand ke logo ko Choose kare. Select karne ke bad aap upar Right side se thik icon par click kare, Aab aapke samne logo edit option khul jayega.

android-mobile-se-logo-design-kaise-kare


Step 3. Aab aap "Background" "Add Shape" "Add Text" par click karke logo ko aapne hisab se design kare, Text add karne ke liye Add Text par click kare. Sab kuch thik thak karne ke bad size thik kare aapne hisab se, sab kuch karne ke bad uapr right side se Save icon par click karke Logo ko save kare ya fir share kare.

android-mobile-se-logo-kaise-banaye


Note: Syed aapko logo Save button na mile aap Gmail ko use karke aapke kisi bhi mail par logo ko send kare suke bad logo ko uss gmail se download kare. Aur ek baat iss App me aapko 4 type ke free logo option milega baki paid version hai.

Friends aajke liye itna hi aagar aapko ye post accha lagta hai to please post ko share karke thoda mera bhi madat kare. koi bhi sawal hai to niche comment karke bataye.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »