Blog Post Par Like and Dislike Button Kaise Add Kare

 

Blog Post Par Like and Dislike Button Kaise Add Kare

Hello, Friends aajke is post me main aap logo ke sath share karunga ki blog post par Like and Dislike button kaise add karte hai. Aagar aapke blog hai chahe wo blogger par ho ya wordpress par koi problem nahi aap is post ko follow karke aapne kisi bhi blog par like & dislink button laga sakoge. Dosto ya koi facebook like ya dislike button nahi hai ye bilkul alag tarike ka ek like dislink button hai aur main ummid karta hu aapko ye button accha bhi lagega.

Like and Dislink button lagane ka fayda kya hoga! dosto iska bahut fayda hai jaise aap jab youtube par koi video upload karte ho to aapko pata chahte hai aapke video kitne logo ne like kiya aur kitne ne dislike usi traha aap is button ke madad se pata laga sakoge ki aapke blog post kitne logo ne like liye aur kitne logo ne unlike kiya. to iske kam lagbhag yehi hai aagar aap is widget ko aapne blogger ya wordpress blog par add karna chahate ho to niche step main share kar diya hai follow kare.

Blog Par Like and Dislike Button Kaise Add Kare ?


Like dislike button ke liye aaj ham ek website ki madad lenge jiska naa hai "likebtn.com" is website ke code use karke ham aapne website par like and dislike button add karenge.

Step 1. Pehle aap "likebtn.com" par visit kare uske bad aap "Like Button code generator" is option se aap "Free" choose kare uske bad Theme, Language, Button name, etc sab kuch dal kar Right side par jo code hai us code ko copy kare.

blog-par-like-dislike-button-add-kaise-kare


Step 2. Aabhi aap Blogger blog Login kare uske bad Dashboard→Theme→Edit HTML aabhi Computer keyboard ke "CTRL+F" Press kare aur niche jo Tag hai usko search kare.
Step 3. Aagar aapko "<data:post.body/>" ye tag mil jata hai to aap is tag ke thik niche upar jo code aapne copy kiya uss code ko Past kare yani ki Add kare.

Step 4. Aagar aapko samaj neme problem hoti hai to aap niche jo code main diya hai uss code ko Copy kare aur "<data:post.body/>" is tag ke niche add kare Uske bad Save Template par click kare.



<br/>
<span class="likebtn-wrapper" data-identifier="likeButton1"></span>
<script>(function(d,e,s){if(d.getElementById("likebtn_wjs"))return;a=d.createElement(e);m=d.getElementsByTagName(e)[0];a.async=1;a.id="likebtn_wjs";a.src=s;m.parentNode.insertBefore(a, m)})(document,"script","//w.likebtn.com/js/w/widget.js");</script>
<br/><br/>


Wordpress jo log istemal karte hai wo likebtn.com par jakar Plugin ko download kar lijiye uske bad install kare sayed aapko pata hai kaise wordpress par plugin install karte hai.

Dosto aagar aapko is Like Dislike button ki live demo dekhni hai to aap is post ke ekdom niche check kare aapko demo dikhne ko mil jayega. aur aagar upar ke post se add karne me problem hota hai to niche video follow kare.


 To friends main ummid karta hu aapko ye post jarur pasand ayega aagar koi problem hota hai to niche comment kare, post aagar accha lagta hai to post share kare. 

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 ટિપ્પણી(ઓ):

ટિપ્પણી(ઓ)
19 માર્ચ, 2022 એ 04:49 AM વાગ્યે delete




आज के इस आर्टिकल में आपको बताने वाला हूं कि कैसे आप किसी भी Image और Doc फाइल को PDF फ़ाइल में कन्वर्ट कर सकते हैं, वह भी बहुत ही आसानी से।

अगर आपने किसी डॉक्यूमेंट, इमेज, मैसेज, मेल, नोट्स और वेब पेज को शेयर करना है, तो PDF फॉर्मेट एक बढ़िया विकल्प है।
Image और Doc फाइल को PDF फ़ाइल में कैसे कन्वर्ट करें हिंदी में


Reply
avatar