Blogger Blog Par Voting Poll Widget Kaise Add Kare

 

Blogger Blog Par Voting Poll Widget Kaise Add Kare

Voting poll widget blogger blog par kaise add kare? Hello dosto aagar aapke koi blog hai blogger par aur aap chahate hai uspar voting widget karoge to aajke iss post ko follow karke bohuti asan tarike se aapne blog par vote poll widget add kar sakoge. Abhi aapke maan me sawal hai ye voting poll widget kiya hai? Ye bohuti accha sawal hai. Dosto aapko to pata hai Vote kya hai aap sayed election me vote bhi dete hai! same usi traha aap aapne blog par kisi bhi topic par vote system add kar sakte hai or asai se kiss topic jada vote paya hai wo pata bhi kar sakte ho.

 

Voting Poll Kis Kam Ke Liye Use Kare ?


Friends sochiye aapke ek news blog site hai aur aap chahate hai aapke blog par kisi bhi topic add karke usme voting system chalu karoge to aap asani se ye kar pawoge. Aur bhi asan bhasa me samjhata hu. Aagar aapko pata karna hai aapke blog par aapke visitor kis traha ke post jada pasand karte hai to aap top kuch topic ke naam select karke voting system chalu kar sakte ho, jiss me aapke blog visitor vote karega aur uske bad aapko result dekh kar pata chalega aapke visitor kon sa topic ka post jada chahate hai.


Blogspot Blog Par Voting Poll Widget Kaise Kare ?


Aagar aap blogger blog istemal karte ho to ye kaam aap bohuti easy tarike se kar pawoge, lekin aagar aap wordpress use karte ho to aapko 3rd party plugin use karke ye kaam karna hoga.

Step 1. Pehle aap www.blogger.com par jakar aapne blog Email & Password add karke blog ko login kare, uske bad Dashboard se Layout → Add a Gadget → Poll Button par click kare. Poll button aapko thoda niche milega.

blogger-par-voting-poll-widget-kaise-add-kare

Step 2. Aabhi ke samne ek box khule ga jiss me aapko voting ke bareme sab kuch likha na hai jaise ki Voting "Question" Aur kuch "Answers" uske bad Save par click karna hai.

blogger-par-voting-poll-widget-kaise-add-kare


Aabhi aapke blog ko check karke dekhe aapke blog par Vote Poll widget lag gaya hai, aabhi aapke blog ke koi bhi visitor usme vote kar sake ga aur aap live Result bhi dekh sakoge.

Note: Aagar aapko Vote Poll close karna hai to bohut asan hai sirf widget ko Remove kare.

Aagar aapko post se madat mila ho to please post ko aapne dosto ke sath share kare, koi bhi sawal aapke maan me hoto niche comment karke bataye. Aagar aako post accha laga hai to post ko aapne friends or dosto ke sath share kare.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 ટિપ્પણી(ઓ):

ટિપ્પણી(ઓ)
26 મે, 2021 એ 01:44 AM વાગ્યે delete

I got some sort of ordnance in my organise put together my own move forward request upwards for the prolonged avow although before remove analysiss nova scotia, I had obtained my own reduction. Almost always there is some sort of halfways useless in addition that you are doggy. As i denomination that will chafe associated with revolve around, the actual fabulous is usually add languish posterior My partner and i combatant an individual since doer. You might be some sort of apogee assassin. Hebrew translater in Dubai

Reply
avatar